5 Best SEO audit tools for website.

5 Best SEO audit tools for website.

5 Best SEO audit tools for website.

Hello friends,
Blog ki achchi ranking aur jyada traffic pane ke liye hume apne blog ka SEO thik se karna pdta hai kyuki search engine unhi website ke page ko top 10 me show karata hai jinka SEO ( Search Engine Optimization ) thik se optimized kiya hota hai. Isliye blog ka SEO sahi hona bohut important hota hai.

Hum apne blog ki settings to kar lete hai fir bhi ki hui settings sahi hai ya nahi yeh hume pata nahi hota. Lekin SEO tool ki madat se hum apne blog ko audit kar check kar sakte hai aur Blog ka SEO 10 min me thik kar sakte hai.

To chaliye aaj main apko aise top 5 SEO Audit tool ke bare me batane ja raha hu jiski madat se aap apne blog ka SEO score check kar sakte hai aur use sudhar sakte hai.

Top 5 SEO audit tools. 

1. Seoptimer
Seoptimer best SEO Audit tool hai.
Isme aap apne blog ka
On page SEO
Backlinks
Blog usability
Parformance
Social connectivity and sharing score check kar sakte hai aur apne blog ki wrong settings ko sudhar sakte hai. Seoptimer bohot achcha SEO audit tool hai. Apne blog ke SEO ki jankari pane ke liye Seoptimer me blog ka URL Enter kar blog ka SEO jarur check kare.

Smallseotool ek small seo tool hai. Yeh Free SEO tool ha, smallseotool me
Backlinks
Moz Authority
Title tag ( title length )
Meta Description tag ( Meta description length )
Canonical tag
Page words count
On page links
Page heading
Page speed
Aur robot.txt ke bare me jankari mil jati hai. Smallseotool par blog ka domain name Enter kar ke blog ka SEO check kar sakte hai.

en.ryte me aap website check kar sakte hai, yeh free website checker tool hai.
Isme blog audit karne se apko apne blog ki puri information mil jati hai, isme

Blog content : blog content me
Words, unique words, content code ratio, Image Alt, blog heading, blog language tag, and Links ki information mil jati hai.

SEO: SEO me
Status code, Robot.txt, Is Indexable, Redirect to, Meta title, Meta title pixel, Meta description, and canonical tag ki jankari mil jati hai.

performance :
Cookies, javascript files, css files, and page html size information mil jati hai.

Mobile friendly :
Mobile version URL, Viewport, flash use, optimized for IE mobile, handheld friendly, Apple tuch Icon And Apple start-up Icon ki jankari mil jati hai. 

Yeh website bhi bohut badhiya SEO audit tool hai. Is website me
Blog overview :
Seo score, website preview, seo categories analysis, ux & performance metrics, And seo content metrics ki information jan sakte hai.

Base :
Google snippet, Title, Meta description, Favicon, Seo friendly url, viewport, page is crawlable, link are crawlables, canonical tag, sitemap, Robot.txt, Https, Iframe, html language attribute ki jankari dekh sakte hai.

Content :
H1, H2, heading order, words count, Image missing Alt, Text/Html ratio, Title tag, plugin base content ki jankari mil jati hai.

Performance :
Mobile Speed, Desktop Speed, First contentfull  paint, Large contentfull paint, Index Speed, Html size etc.

Social :
Social plugin, Facebook popularity, social sharing information score check kar sakte hai, is tool me blog ki bohut sari information mil jati hai.

Seoreviewtools bhi achi SEO checker website hai,
Blog SEO score
Backlink summary
Title tag
Meta description
Blog word count
On page link summary
Page heading summary
Url analysis
Page speed summary
Robot.txt
AMP
Canonical tag
Social media authority.
Is tarah is website me SEO ki jankari mil jati hai, itna hi nahi is website me aur bhi bohot sare tools hai jiski madat se aap apne blog ki other information bhi check kar sakte hai aur jarurat ke hisab se apne blog me sudhar kar sakte hai.

I hope apko yeh jankari achi lagi ho. 

Smartbtechnic.

Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form