SEO kya hai ? Aur blog ka SEO 100% kaise kare ?

SEO kya hai ? Aur blog ka SEO 100% kaise kare ?

SEO kya hai ? Aur blog ka SEO 100% kaise kare ?
Hello Friends,
Aaj hum is Article se SEO kya hota hai aur blog ka SEO 100% kaise karte hai yeh sikhege.

SEO kya hota hai ?
SEO ka full form Search Engine Optimization hai ye ek aisa process hai jisase ek blogger apne blog ya website ko kuch is tarah se optimize karta hai ki wo blog ke Article ko search engine me rank kar sake aur apne blog par free traffic la sake.

Blog ka SEO karna kyu jaruri hota hai ?
Jab hum search engine me koi bhi keywords search karte hai to Search engine bohut sare pages show karata hai lekin un sabhi pages me top par sirt us blog ke pages show karata hai jis blog ka SEO ache se kiya hota hai, isliye blog ki ranking aur traffic ke liye hume apne blog ka SEO achche se karna bohut jaruri hota hai.

Blog ka SEO 100% kaise kare ?
SEO 3 type ke hote hai.
1. On Page SEO.
2. Off page SEO.
3. Technical SEO.

1. On page SEO kaise kare :
ON page SEO me blog ki basic setting karni hogi. Jaise keywords, Content, Meta Title, Meta Description, Robot.txt, favicon, image Alt tag, Canonical tag etc.

2. Off page SEO kaise kare :
Off page SEO karne ke liye apne blog ke backlinks create karna, blog post social media par share karna etc. Off page SEO hota hai.

3. Technical SEO kaise kare :
Technical SEO me blog ko mobile friendly karna jisase kisi bhi mobile device par blog ache se show ho jaye, blog ke liye sahi theme choose karna, aur blog theme ki html file ki size kam rakhna taki blog ki loading speed fast rahe.

Smartbtechnic.

Post a Comment

Previous Post Next Post

Contact Form