Blog post me code box kaise Add kare ?
Hello friends,
Kya aap blog post me code box lagana chahte hai ? To chaliye aaj hum aapko batate hai ki blog post me code box kaise lagaya jata hai.
Sabse pahle hum code box ke bare me jante hai.
Code box kya hota hai aur ise bolg post me kyu use karna padta hai ?
Code box ek box hota hai jisase hum text, html coding, ya koi bhi files users ko de sakte hai. Jab hum apne blog ke contents secure karte hai to ko bhi users apne contents ko copy nahi kar pata. Aise me hum code box ki madat se visitor's ko code provide kar sakte hai.
Mai apko 2 type ke code box ke bare me batane ja raha hu.
1. Simple code box :
Simple code box simple hota hai. Aur is code box ko use karna bohot asan hota hai.
Blog post me Simple code box kaise lagaye ?
Tags
Blogging